Deleted message kaise padhe WhatsApp par
Ab aap padh sakte hai Kisi ke dwara delete kiye gaye WhatsApp massage ko WhatsApp hamare life Ka ek parts Jaise ban gaya hai jisme ham har din kaafi Saar massage bhejte rahete hai Apne friends relatives ko | WhatsApp ke regular update aate hai, Jo sabhi users ke liye kaafi useful hote hai, ye update WhatsApp features ko add Karne ke liye hote hai | Sahi tarike se Jaan ne ke liye article ko Pura padhe |
WhatsApp delete massage recover tips in hindi
Last year October ke mahine me, Facebook dwara operated iss powerful massage application WhatsApp ne ek Naya feature present Kiya tha | jisme users 7 minute ke limited time ke andar Apne dwara bheje Gaye massage ko delete Kar sakte hai |
Haalaki bade number me users dwara iss feature ki atyadhik saraahana ki gayi, lekin iske sath hi iss feature ki Kuch aalochna bhi ki gayi thi |
Yah ek achha feature hai lekin kabhi-kabhi yah bahot achha Nahi ho Sakta hai, agar aap Galti se koi massage ya image Delete Kar de ya fir iss massage ko bhejne ya aapko padhne se pahele hi isse delete Kar Diya ho | kuch log in Massage ya image ko haasil Karne turant baad Delete Kar dete hai, aur fir yah dekhne lagte hai ki original massage kya tha |
Isse ek excellent chance ke roop me dekhte hue, developers ne "whatsremoved" naam Ka ek naya app banaya jisme delete kiye massage unke photos, video,aur voice recording ke sath delete massage bhi padh sakte hai aur Retrieve ( wapis haasil ) bhi Kar sakte hai |
Tech Tricks
WhatsApp removed massage
Whatsremoved brilliant, easy aur Yaha tak ki bold bhi hai, yah new app aapki notification ko padhta hai incoming WhatsApp message ki copy banata hai aur jab koi WhatsApp message delete Kiya jata hai, to yah aapko inform karta hai |
Delete kiye massage ki copy whatsremoved me tab tak Rakhi jaati hai jab tak aap app ke data ko delete Nahi karte | iss app ke creator Ka kahena hai ki iska use wah Kisi bhi commercial objective ke liye nahi karte |
Whatsremoved
Yah new develop Kiya gaya app aapko device ke notification ko padhne aur save karne permission maangega, jiss time sender Apne device par Kisi massage ko delete karta hai, aapko iss app ke jariye se ek notification milegi, yah app original form se everyone delete kiye gaye WhatsApp message ki ek copy Apne paas rakhta hai |
WhatsApp deleted message
Haalaki yah app bahot hi user - friendly hai lekin iss app ke khilaaf bahot se questions uthaye jaa sakte hai kyo ki yah sender ki privacy Ka Violation ( ullanghan ) karta hai, haalaki iss app ke developers ne pushti ki hai recording ka istemal Kisi bhi prakar ke vyavsay uddeshy ke liye nahi kiya Jayega | agar aapke pass whatsremoved ka upyog karne ka ek achcha Karan hai to in steps ko follow Kare
Google play store se whatsremoved install Kare
Installation ke bad is app ko launch Kare
Yah aap aap ko install installation ke 3 type dikhega : detect deleted messages and files, detect only deleted messages aur detect deleted files without knowing who sent them |
Inme se Kisi Ek type ko select Kare aur aage badhe
ab is apps ko apne phone ki photo media aur file ke excess ke liye permission deni hogi |
Last mein "notification listener service" ek Pop up aayega yaha par yes par tap kare aur Apne smartphone par "read notification data" ko permission de |
Recover message
bus aapke select kiye hue retrival method ke Aadhar per yah app aapko Kisi bhi user's dwara delete kiye message ko dikhata hai
What's removed app ke apne kuch limitation hai
jahan tak images ka sambandh hai ya vaise hi Kaam karta hai lekin kabhi kabhi WhatsApp images ko prapt nahin kiya jata hai kyunki kuchh image aapki settings ke Aadhar per aapke phone per download Nahi Hoti |
agar image download Nahi ki gai hai to yah punn prapt Nahi ho sakti keval download ki gai image ko punn prapt kiya ja sakta hai |
iske sath hi kuchh condition mein yah app kam karne mein asafal rahata hai Jaise conversations jab mute hota hai jab internet connection Nahi hota hai aur jab bhi WhatsApp use mein Nahin hota tab bhi app Kam Nahin karta |
yahan tak ki agar message to emergency delete kar diya jata hai ya centre dwara battery saver on Kiya jata hai to yah app kam karne mein failure rahata hai |
Android apps
Asal mein pure app ke liye main situation yah hai ki isse notification prapt karne ki avashyakta hai
Dosto Mai aapko Kuch aur bhi applications ki link dunga aap ko Jo achha lage wah install kare aur haa Mai Jo application use karta hu usko download Karne ke liye aap sabse upar wala download button par click kare | yah APPS 100% kaam Karti hai aur kaafi jyada helpful aur useful hai
Dosto aisehi technical related information jaante rahene ke liye aap hamare website ko follow Kar sakte hai Mai aisehi post likhte raheta hu
I hop ki aapko ye information achhi lagi share this article your friends
Thank you
Author-Zameer sheikh